SHAYARI,

Shadi karna tha par kismat khuli nahi,
TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,
Ab kismat khuli, Shadi hue,
ab TAZ banana chahta hu,
par ye MUMTAZ marti nahi!
*************************

Bhul se kabhi hame bhi yaad kiya karo,
Pyar nahi to Shikayat hi kiya karo,
Itna bhi gair na samjho ki baat hi na kiya karo,
Phone nahi to SMS hi kiya karo….
***********************

Aap jaise log kuch khaas lagte hain.
man main har waqt hum ek aas rakhte hai.
najane kab aa jaye aap ka sms
is liye cell ko dil ke paas rakhte hai.
***********************